Fatiha Ka Tarika in roman english Post Mein Ham Fatiha Dene Ka Sunnat Tarika Quran Hadees Ki Roshni Mein Kis Tarah Di Jaati Hai. Aur Fatiha Ki Dua K
Fatiha Ka Tarika Asan Sunni Tarika in Roman English Hindi
fatiha-ka-tarika |
Fatiha Ka Tarika Post Mein Ham Fatiha Dene Ka Sunnat Tarika Quran Hadees Ki Roshni Mein Kis Tarah Di Jaati Hai.
Aur Fatima Padhte Waqt Hamen Kya-Kya Padhna Hai. Aur Fatiha Mein Kaun Kaun Si Surate Padhi Jaati Hai. Aur Fatiha Ki Dua Ka Tarika- Duaaen Mangne Ka Tarika Bhi Sikhenge.
Fatiha Ka Tarika Me Fatiha Dene Ke Liye Sabse Pahle Wazu Kar Le, Wazu Karne Ke Baad Kibla Rukh Karke Baith Jaae, Kibla Rukha Baithne Ke Baad Jis Chij Par Fatiha Deni Ho, [Ya Isalw Sawab Dena Ho] Ushe Apne Samne Ki Taraf Rakh Le.
Jispar Fatiha Dena Hain, Agar Wo Tabarruk Thaki Hui Hain to Ushe Khol Kar Rakhe. or Aakhir Me Agarbati Jalale Ab Aap Fatiha Dene Ke Liye Tayyar Hain.
Fatiha Ka Tarika Me Fatiha Padhne Ke Liye Aap Ko Sabse Pahle 3 Baar Darood Sharif Padhni Haongi. Aap Darood Sharif Ki Tadat 3 Ya Usse Jada 11 Baar Bhi Padh Sakte Hain. Jitna Jada Darood Utna Jada Sawab.
Ye Bhi Dekhe :
Fatiha Ka Tarika Me 3 Baar Darood Sharif Padhne Ke Baad Aapko Yah Surah Pdhni Hongi, Jo Yah Hain.
fatiha-ka-tarika |
Surah Fatiha [ 1 Baar ]
Surah Kafiroon [ 1 Baar ]
Surah Ikhlas [ 3 Baar ]
Surah Falaq [ 1 Baar ]
Surah Naas [ 1 Baar ]
Surah Baqara [ 1 Baar ]
NOTE : Jaruri Nahi Ki Upar Jo Surah Batai Gai Hain Wahi Padhna Hain. Aap Ko Jo Bhi Quran Ki Surah Yaad Hain Aap Ushe Padh Sakte Hain. Aap Fatiha Ke Tarike Me Kalame Bhi Padh Kar Baksa Sakte Hain.
Surah Fatiha
fatiha-ka-tarika |
Bismillah Hir Rahman Nirrahim
Alhamdu Lillaahi Rabbil 'Aalameen
Ar-Rahmaanir-Raheem
Maaliki Yawmid-Deen
Iyyaaka Na'budu Wa Lyyaaka Nasta'een
Ihdinas-Siraatal-Mustaqeem
Siraatal-Lazeena An'amta 'Alaihim Ghayril-Maghdoobi 'Alaihim Wa Lad-Daaalleen
Tarjuma : Allah Puri Kaynat Ka Malik Hain, or Usme Saari Khubiya Hain.
Wah Sabhi Par Daya Karta Hain, or Wah Bahut Rahmat Wala Hain. Ushi Ko Insaf Ke Din Ke Naam Se Bhi Jana Jata Hain.
Hum or Sabhi Tuzhi Ko Pujna Cahte Hain, or Tuzhi Se Har Chij Ki Salha Lena Chate Hain Sabhi Ko Sahi Raste Par Chalna Tere Hi Upar Hain. Tune Kai Logo Ko Sahi Rasta Dikhakar Apna Ehsan Dikhaya Hain.
Surah Fatiha Ke Baad Aap Ko Batai Hui Aayete Padhna Hona.
Surah Al-Kafirun
fatiha-ka-tarika |
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul Yaaa-Ayyuhal Kaafiroon
Laaa A'budu Maa T'abudoon
Wa Laaa Antum 'Aabidoona Maaa A'bud
Wa Laaa Ana 'Abidum Maa 'Abattum
Wa Laaa Antum 'Aabidoona Maaa A'bud
Lakum Deenukum Wa Liya Deen.
Tarjuma : Tum Kah Do Apne Iman Se Inkar or Nafrat Karne Walo, Nahi to Main Us Ki Tarafdari Karta Hu, Jiski Tum Ibadat Karte Ho. or Tum Bhi Uski Tarfdari Nahi Karte Ho Jiski Main Ibadat Karta Hu.
Or Yah Bhi Lazmi Hain Ki Main Uski Ibadat Kabhi Na Karunaga Jiski Tum Tarfdari Karte Ho. or Tum Bhi Kabhi Us Ki Ibadat Nahi Karonge Jiski Ibadat Me Karta Hu Isliye Yah Lazmi Hain Tumhare Liye Tumhara Deen or Mere Liye Mera Din.
Fatikha Dene Ke Liye Surah Kafirun Ke Baad Ab Aapko Surha Ikhlas Padhna Hona or Aap Ko Surah Ikhlas Nahi Aati , to Ya Padhe.
Ye Bhi Dekhe :
- Farz, Sunnat, Nafil Namaz Ka Mukammal Tarika
- Salatul Tasbeeh Ki Namaz Ka Sunnati Tarika Aur Niyat
- Namaz E Janaza Ka Sunnati Tarika
Surah Al-Ikhlas
fatiha-ka-tarika |
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul Huwal Laahu Ahad
Allah Hus-Samad
Lam Yalid Wa Lam Yoolad
Wa Lam Yakul-Lahoo Kufuwan Ahad
Tarjuam : Aap Yah Kah Sakte Hain, Ki Allah Kewal Ek Hi Hain, Allah Beniyaz Hain. Allah Na Hi to Kisi Ka Walid Hain, or Na Hi Wah Kisi Ka Waris Hain. or Is Pure Jaha Me Allah Ke Barabar Koi Bhi Nahi Hain.
Fatiha Me Surah Ikhlas Padhne Ke Baad Ab Aap Padhne, Surah Falaq Jisko Fatiha Dete Waqat Ek Baar Hi Padhna Hain.
Surah Al-Falaq
fatiha-ka-tarika |
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul A'oozu Bi Rabbil-Falaq
Min Sharri Maa Khalaq
Wa Min Sharri Ghaasiqin Izaa Waqab
Wa Min Sharrin-Naffaa-Saati Fil 'Uqad
Wa Min Sharri Haasidin Izaa Hasad
Tarjuma : Aap Yah Kah De, Ki Main Subha Ke Sar Se Pahna Mangta Hu. Kaynat Ke Saare Makhlukat Ke Sar Se, or Andhere Raat Ke Sar Se, Saari Aurto Ke Sar Se, or Hasad Karne Walo Ke Sar Se Main Panha Mangta Hu.
Surah Falaq Ke Baad Ab Aapko Padhni Hongi Surah Naas, Jisko Bhi Aapko 1 Baar Hi Padhni Hain. or Agar Aapko Surah Naas Nahi Aati Hain to Yah Surah Naas Dekhe Sakte Hain.
Surah An-Nas
fatiha-ka-tarika |
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Qul A'oozu Birabbin Naas
Malikin Naas
Ilaahin Naas
Min Sharril Waswaasil Khannaas
Allazee Yuwaswisu Fee Sudoorin Naas
Minal Jinnati Wannaas
Tarjuma : Aap Ko Yah Kahna Hain, Ki Main Panha Me Aata Hun Un Kaynat Ke Sabhi Logo Ke Parwar Digar Se, Sabhi Logo Ke Badashaho Se Sabhi Logo Ke Mmudh Se, Uske Khannas Se Jo Waswasa Dalte Hain. Jo Logo Me Waswasa Dalte Hain. Sabhi Insano Me.
Fatiha Ke Sahi Tarike Me Ek Baar Surah Naas Padhne Ke Baad Ab Baari Aati Hain, Surah Bakrah Ke Padhne Ki. Jisme Bhi Ek Baar Hi Padhna Hain. Aap Ko Batate Chale Ki Surah Bakra Quran Ki Sabse Badi Aayat Hain or Agar Aap Ko Yaha Aayat Nahi Aati to Ye Badhe.
Surah Al-Baqarah
fatiha-ka-tarika |
Bismillaahir Rahmaanir Raheem
Alif-Laaam-Meeem
Yah Saari Surah Padhne Ke Baad Ab Aapne Fatiha Padh Liya Hain, Fatiha Padhne Ke Baad Ab Yah Bakhashne Ka Tarika Padiye, Jisme Aapka Fatiha Safal Honga
Fatiha Ki Dua Ka Tarika In Roman English Hindi
fatiha-ka-tarika |
Ae Allah Maine Tere Bargaha Me Quran Sharif Ki Tilawat Ki or Darood Sharif Ka Nazrana Pesh Kiya Padha.
Ae Allah Ise Padhne Me Jo Bhi Galtiya Hui Hain Ishe Apne Fazlo Karam Se Maaf Farma or Is Sirni or Paani [Fatiha Dete Waqt Jo Kuch Bhi Tabarukat, Khane Ke Chij Rakhi Hain Uska Naam Lele] Ka Sawab Sarkare Do Alam Sallallaho Alaywasallam Ke Mukaddas Bargaha Me Nzrah Aata Fharma [ Inko Iska Sawab Ata Farma.]
Is Fatiha Ka Sawab Mohammad E Arbi Ke Waliden Ko Ata Fharma.
Is Fatikha Ka Sawab Tamam Ambiya Hazrat Adam Alahi Wasallam Se Lekar Hazrate Isaa Alahi Wasallam Tak Kamo Bes Ek Lankh Chalis Hazar Ambiya Ikram Ke Bargaha Me Nzrah Ata Fharma.
Is Fatikha Ka Sawab Tamam Sahaba Ikram, Tabein, Tabe Tabein Ko Nzrah Ata Fharma.
Iska Sawab Gaus Paak Abdul Qadir Jilani, Khwaja Garib Nazaw or Tamam Auliya Ikram, Tamam Teri Makhlukat, Tamam Jinnat or Tamam Sunni Marhumat Ko Ata Fharma. [Ammen]
NOTE : Fatiha Ka Tarika Me Agar Aap Jis Bhi Din Fatiha De Rahe Hai Maslan. Agar Aap Muharram Ke Mauke Par Fatiha De Rahe Hain to Aakhir Me Hazrat Hussain A.s. Ka Naam Le.
Agar Bakra Eid Ke Waqt Fatiha De Rahe Hain to Hazrat Ibrahim or Hazrat Ismail A.s. Ka Naam Le.
Is Hi Tarha Jis Bhi Badi Hasti Ke Niyaz, Urus 12 Rabi Ul Awwaal Ke Maue.
Yani Jis Bhi Din Jis Bujurg Ke Naam Se Yaad Karte Hain Unka Naam Lena Cahiye.
COMMENTS