Ala Hazrat Shayari on Prophet Muhammad Aur Sher Lyrics kalam, in hindi, roman english aur urdu me, sath hi text, pdf aur book imam ahmad raza khan
ala hazrat shayari : ala hazrat imam ahmad raza ki sabse dil lubhane wali aur ishq e rasul dilo me paida karne wale ala hazrat shayari roman english, hindi aur urdu Lyrics me. ala hazrat shayari on prophet muhammad jo madine kee yaad dilade. imam ahmad raza khan wo shakhsiyat hain jisne apne kalam se yaade mustafa, Sher Lyrics aur jo bhi momin unke kalam padhta hain chahe wo madine ke tajdar par ho ya koi islam ki badi shakhasiyat par dil me unhe mahsoos karte hain ala hazrat ke shayariya jo ki aap ko pdf aur text me bhi hain aur unke shayaris par book bhi hain.
Ala Hazrat Shayari on Prophet Muhammad Aur Sher Lyrics
Allah Allah Unka Karam Dekhna
Hum Tasavur Main Rozay Pe Jaane Lage
Phir Dile Mubtila Kaif Paane Laga
Phir Madine Ke Din Yaad Aane Lage
Barasta Nahi Dekh Kar Abr E Rehmat
Badoo(n) Par Bhi Barsa De Barsane Waale
Paidal Hi Nikalte Hain, Masaafat Ka Nahin Khauf
Thakte Hi Nahin Ham To Madine Ke Safar Se
Jab Gumbad e Khizra Pe Woh, pahlee nazar gayee,
Aankhon ke raste mere dil me uttar gayee
Shadi Hai Har Makam Me Nakhl Me Sab Kiyam Hai
Daaliya Hai Salaam Me Sar Hai Jhuka Chaman Chaman
Deeda O Rooh O Dil Khoye Khoye Se Thay
Dooriyo O Hijar Main Roye Roye Se Thay
Madine Ke Khitte Khuda Tujhko Rakhhe
Ghareebo Faqeero Ke Thehrane Waale
Thandi Hawaye Aati Hai Kaliya Bhi Muskurati Hai
Bul-Bule Cheh-Chahati Hai Khilne Laga Chaman Chaman
Sar kham tha, lab khamosh tha, aankhain thin ashkbar,
ik sat-e-bedar thi jou ke guzar gayee
Jhoomte Hai Shajar Shajar Taaza Huwa Hai Phool Phool
Sabza Hui Ravish Ravish Ghul Se Bhara Chaman Chaman
Jab Wahan Ki Baharen Nazar Aa Gayin
Deeda O Rooh O Dil Muskurane Lage
Tu Zinda Hai WALLAH Tu Zinda Hai WALLAH
Mere Chashme Aalam Se Chup Jaane Waale
Sunnat Pe Teri Chalne Ka Aa Jaaye Qareena
Ye Abr-E-Karam Kaash Mere Dasht Pe Barse
Barsee thi is qadar, ke naha sa gaya udher,
Woh bareesh-e-karam mere daman ko bhar gayee
Kaliya Tamaam Khil Gayi Shaakhe Khushi Se Hil Gayi
Bulbule Ghul Se Mil Gayi Hasne Laga Chaman Chaman
Allah Allah Wahan Ki Ataa E Tamaam
Allah Allah Wahan Ki Ziya E Tamaam
Me Mujrim Hu AAQA Mujhe Saath Le Lo
Ke Raste Me Hai Jaa Baja Thane Waale
Zarrah Bhi Lage Gohar-O-Almaas Se Badh Kar
Dekhe To Koii Khaak-E-Arab Meri Nazar Se
Dil bhee he shad shad, tabeeyat he pur bahar,
Lagta he aaj meree Madeenay khabar gaee
Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kesa He
Sar Un Kay Qadmon Mayn Rakh Kar Jukh Kar Jiina Kesa He
Qalb Ka Gosha Gosha Munawar Howa
Daag Haaye Jabeen Jagmagane Lage
Haram Ki Zamee(n) Aur Qadam Rakh Ke Chalna
Are Sar Ka Mouqa Hai O Jaane Waale
Ek Main Hi Nahin Taalib-E-Jalwa Mere AQA!
Har Ek Musalmaan Tere Deed Ko Tarse
Jou keh sakaa na lab se, mIle woh murad bhee,
Mere sukoot per bhee shaha kee nazar gayee
Gunbaday Khazra Kay Sa-Ay Mayn Beytth Kay Tum To Aa-Ay Ho
Uss Sa-Ay Mayn Rab Kay Aagay Sajda Karna Kesa He
Us Jaga Jaa Ke Kono Makaan Min Gaye
Aur Kiya Chahiye Do Jahan Mil Gaye
Us Jaga Jaa Ke Kono Makaan Min Gaye
Aur Kiya Chahiye Do Jahan Mil Gaye
Chal Uth Zabah Farsa Ho Saaki Ke Dar Par
Dar E Jood Hai Mere Mastane Waale
Naamoos-E-Muhammad Ke Liye Jaan Bhi Doon Ga
Ho Jaaun Ga Waaqif Main Shahaadat Ke Hunar Se
Taiba se lotna, kese aasheeq se pucheeye,
Aesa lage ke rooh badan se guzar gayee
Dil Aankhayn Or Ruuh Tumhari Lagti Heyn Sehraab Mujhay
Dar Pay Un Kay Beytth Kay Zamzam Piina Kesa He
Jis Qadar Theen Muraden Huwin Barawar
Jitne Armaan They Sab Hi Barane Lage
Jis Qadar Theen Muraden Huwin Barawar
Jitne Armaan They Sab Hi Barane Lage
Tera Khaye Tere Ghulamo Se Uljhe
Hai Munkir Ajab Khaane Gurrane Waale
Dunya Ke Faqat Chand Hi Lamhaat The Guzre
Ho Aaye Payambar Mere Sadiyaun Ke Safar Se
Diiwano Aankhon Say Tumharitna Puuch To Laynay Do
Waqt E Dua Rozay Pay Un Kay Aansu Bahana Kesa He
Woh Khajooron Ke Saaye Woh Thandi Hawa
Woh Sukoon Afreen Rooh Parwar Fiza
Kashif Behzaad Hum Ko Mile Mustakil
Zindaganii Ki Mehnat Thikaane Lage
Rahega Yu Hi Unka Charcha Rahega
Pade Khaaq Ho Jaye Jal Jaane Waale
Jo Shaam-O-Sahar Salle Alaa Kehta Rahe Ga
Aaye Ga Bulawa Usay AQA Ke Nagar Se
Waqt E Rukhsat Dil Ko Apnay Chhoarr Wahaan Tum Aa-Ay Ho
Yay Batlaa-O Ishrat Un Kay Dar Say Bichharrna Kesa He
Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale
Mera Dil Bhi Chamka De Chamkane Waale
Ab Aayi Shafa’at Ki Sa’at Ab Aayi
Zara Chain Le Mere Ghabhrane Waale
Kuch Khauf Nahin Mujh Ko Kadee Dhoop Ka Amjad
Saaya Mujhe Miltaa Hai Risaalat Ke Shajar Se
COMMENTS