Namaz E Gausiya Ka Tarika Salatul Asrar Ghousia Ka Tarik

(salatul asrar ghousia) Namaz E Gausiya Ka Tarika ka tarik in Roman English, ala hazrat ka farman, namaz ki dua, (सलातुल असरर ग़ौसिया) नमाज़ ए गौसिया

Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika
Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika

Hazrat Gaus E Paak Radi Allahu Anhu Ka Farman Hain Ki Kisi Hazat Me Allah Subhanhu Tala Ki Bargaha Me Meri Wasila (Twssul) Kare to Uski Wo Hazat Puri Ho Jaati Hain.

Namaz E Gausiya Ka Mukammal Tarika ( Salatul Asrar) 

Aur Jo Shaks Kurb Ilahi Ke Liye Apni Hazat Ke Waste Baad Namaz Magrib Ki Sunnat Ke Tohfa Pesh Karne Ke Liye Do (2) Rakat Namaz Nafal Padhe.

Jisme Surha Fatiha Ke Baad Dono Rakato Me Surh Ikhlas (11) Baar Padhe (Yani "Kul Huwallahu Ahad" Wali Surah Padhe).


Fhir Salam Fherne Ke Baad Qibla Ke Tarf Khade Hokar :

Namaz E Gausiya Ka Tarika Me Ye Pahde.

Ek Baar (1) Surh Fatiha

Ek Baar (1) Aytal Kursi

Aur Saat Baar (7) Daroode Gausiya Pahde.


Ye Bhi Dekhe :


Darood Ghousia 

Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika
Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika

" Bismillah Hirrahman Nirrahim : Allaahumma Salle Ala Saiyyadina Wa Maulana Mohammdim Maadnil Judi Wal Karm Wa Ala Aalihi Wa Ashabihi Wa Barik Wasallim. "


" बिस्मिल्लाह हिर्रहमान निर्रहीम : अल्लाहुम्मा स्वल्ले अला सैय्यदिना व मौलाना मोहम्मदिम् माअदनिल जूदी वल करम वा अला आलिही व अस्हाबिही व बारिक वसल्लिम ."

Fhir Madina Sharif Ki Taraf Munh Karke (11) Gyarah Baar Yah Kahe :

" Ya Rasulal'lahi Ya Nabiyl'lahi Agisni Wam Dudni Fi Qdai Hajati Ya Qziyal Kjah."


Fhir Iraq Ki Taraf (11) Gyara Kadam Chale Aur Har Kadam Par Yah Kahta Jaae :

" Ya Rasulal'lahi Ya Nabiyl'lahi Agisni Wam Dudni Fi Qdai Hajati Ya Qziyal Kjah."

Ye Bhi Dekhe :

Ala Hazrat Ka Namaz E Gausiya (Salatul Gausiya) Ke Talluk Se Irshad 

Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika
Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika

Salatul Gausiya Ala Hazrat Ka Aazmaya Huwa Amal Hain, Jisme Fhayda Bhi Huwa Hain. Jaese Ki Unke Sher Se Jahir Hain.


Ala Hazrat Alaehirahma Namaz E Gausiya Ka Tarika Me Farmate Hain.

Is Aziz Bande Ka Pasandida Hain Ki Jis Shakhs Ko Koi Hazat Pesh Ho Cahe Wo Dini Ho Ya Duniyawi Ho Magrib Ki Namaz Ke Baad Sunnato Ke Sath 2 Do Rakat " Salatul Asrar " Ki Niyat Se Allah Paak Ki Kurbt Aur Huzur Gaus E Azam Raziyallahu Tala Anhu Ki Ruh Ko Isale Sawab Ke Liye Pade Aur Unke Liye Naya Wazu Kare to Noor Honga.


Yani Wazu Rahne Ke Baad Bhi Fhir Se Wazu Karna Aur Farmate Hain. Muzhe Ye Pasand Hain Ki Salatul Asrar Padhne Se Pahle Koi Sadqa Kare Kyun Ki Ye Amal Kamyabi Lata Hain.


Aur Musibato Ke Darwazo Ko Khub Band Kar Deta Hain, Aur Fhir Muzh Bande Ko Darood Gausiya Jo Aap Se Marvi Hain, Pasandida Hain Aur Darood Ye Hain .


" Allahumma Salli Ala Mohammdim Mdinil Judi Wal Krami Wa Alaehi Wasallam "


" अल्लाहुम्मा सल्ली अला मोहम्मदिम मदीनिल जूदी वल करामी वा अलैहि वसल्लम। "


Aur Farmate Hain Ala Hazrat Bagdad Sharif Ki Taraf 11 Kadam Aadat Ki Mutabit Darmiyani Chale (Yani Normal Jis Tarha Chal Jata Hain Waese 11 Kadam ) Baaz Awwam 3, 4 Angust Aage Badhte Hain.

Jabki Ye Kadam Ka Fhasala Nahi Balki Darmiyani Yani Aam Taur Par Jaesa Chala Jata Hain.

Waese Chale Agar Jagha Tang Yani Kam Hain Tab Chote Chote Kadam Se 11 Kadam Karle Aur Chalte Waqt Khush W Kuzu. Adab Aur Haibat Ki Kaifiyat Honi Chahiye.



Asma E Gausul Aazam Dastgir Kuddus Sirruhu

Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika
Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika

Gaus E Azam Sayyd Sarkar Shaikh Mohiyyudin Abdul Qadir Jilani Bagdadi Ko Nazrana E Aqidat Pesh Karne Ke Liye in Asmaye Mubarak Ko Padhna Cahiye. 

Isliye Padhne Se Aap Rahmutullahi Alaeh Behad Khush Hote Hain Aur Bin Mange Bhi Sab Kuch De Dete Hain.

Ya Gaussul Sallaen Ya Karimut Tarfaen Agisbi Wa Amidani Fi Kazayi Hazati Ya Qadiyal Hazat.


Bismillah Hirrahman Nirrahim :


( 1 ).  Allahumma Salle Ala Saydana Mohammdin Bijmalika Wajmali Habibika Wa Babiyyika Wa Shafiyyika Sayydana Mohammadiw Wa Ala Aalehi Wa Ashabihi Wa Barik Wasallam. Allahumma Baizzati Wa Gurmati Kutbul Aktab Gaosus Saklain Gausul Azam Hazrat Al Has Niyu Wal Husaini Kutbe Rabbani Gausus Samdani Mahbube Hakani Sar Chashmae Sultani Sultan Sayyad Muhiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Jinni Wal Insi Wal Malaikati Kuddus Sir'rhul Lahul Azizee.


( 2 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Shaikhul Jinn Wal Ins Wal Malaikati Kuddus Sirhul Azizee.


(3) Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Bari Wal Bahri Kuddus Sirhul Azizee.


(4 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Shah   Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Junib Washshimal Kuddus Sirhul Azizee.


( 5 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Shah Molana Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Mashrikaini Wal Magribaini Kuddus Sirhurl Azizee.


( 6 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Shah   Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbunnujumi Wash'shhawe Kuddus Sirhul Azizee.


( 7 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Aoliya E Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Ardi Wassama Wati Kuddus Sirhul Azizee.


( 8 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Khwaza Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Arshi Wal Kursiyyu Kuddus Sirhul Azizee.


( 9 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Darvesh Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Laohi Wal Kalam Juddus Sirhul Azizee.


( 10 ).  Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Fakir Wali Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Kutbul Faoki Wal Ardi Wa Tahtus Sra Kuddus Sirhul Azizee.


( 11 ) Ilahi Bizzati Wa Hurmati Kutbul Aktab Gausus Saklain Gausul Azam Hazrat Garibe Miskinum Shah Mohiyyuddin Abdul Qadir Jilani Rakibul Malaikati Sahibul Merji Tabeunnabiyyu Sallallaho Alayhe Wa Ala Alehi Wa Ashabehi Wasallam Ya Hamailu, Ya Laomailu Ya Twnailu Bihakki Ya Shaikh Abdulqadir Jilani Shai'eean Likkahi Ya Mohammad Iftahil Abwabi Akhbirni Bihakki Ya Budduhu-Ya Budduhu Ala Inna Auliya Allahi La Khaofun Alaehim Wla Hum Yahznun Birahmatika Ya Arhamar Rahmin La Ilaha Ilaha Illallahu Mohammdur Rasulallah.


Fhir (1) Ek Baar Yah Padh Le


Ya Badius Samawati Wal Ardi Ya Julzlali Wal Ikrami Bizahi Sayyadil Murslin Wa Bizahinbi Hajhis Sayydil Karimi Gaususkalain Gausul Azam Radi Allahu Anhu.


Fhir Apni Hazat Ya Murad Ya Jarurat Ki Fariyad Apni Pareshaniyo Ka Zikr Kare.


Fhir Tin (3) Baar Darood Sharif Padhe. Aur Aakhir Me 


" Assalato Wassalamu Ala Khatimin Nabiyyna Walhamdu Lillahi Rabbil Aalmin. "


Kah Kar Pane Hanto Ko Muh Par Fher Le Inshaallah Bahut Jald Kaam Bante Nazar Aayenge. Inshaallahhul Azim Murad Puri Hongi....aameen.



COMMENTS

Name

Ala_Hazrat,1,Ala_Hazrat_Shayari,1,Allah_ke_99_naam,1,Aqiqah,2,Aqiqah_Karne_Ka_Tarika_In_Roman_English,1,Auliya,2,Azan,2,Bachho_ki_parwarish,1,Bakra_Eid_Ki_Namaz_Ka_Tarika,1,Chhote_Bacche,1,Dahej_Pratha,1,Darood_Sharif,4,Dua,9,Dua_E_Masura,1,Dua_mangne_ka_Tarika,1,Eid_Ul_Adha_Ki_Namaz_ka_Tarika,1,Eid_ul_Fitr,1,English,3,Fatiha,3,Fatiha_Ka_Tarika_in_Hindi,1,Gaus Paak,6,Images,1,Islami_Malumat,8,Khwaja_Garib_Nawaz,3,lyrics,2,Muharram,4,Namaz,6,Namaz_E_Janaza,1,Parda_Hijab_Burqa_fashion,1,Quotes,1,Quran,3,Rajab,1,Ramaza,17,Ramzan,12,Roman_English,1,Roza,6,Roza_Rakhne_Ki_Dua,1,Roza_Rakhne_Ki_Niyat,1,Salam,1,Salatul_Tasbeeh,1,Sehri,2,Shab_E_Barat,4,Shab_E_Qadr,1,Shaban,2,Shaban_Ki_Fazilat,1,Shayari,2,Surah_Rahman,1,Surah_Yaseen,1,Surah_Yasin,1,Tahajjud_Prayer,3,Taraweeh,1,Turkiey,5,Wazu,1,Yojana,3,
ltr
item
English Irfani Islam: Namaz E Gausiya Ka Tarika Salatul Asrar Ghousia Ka Tarik
Namaz E Gausiya Ka Tarika Salatul Asrar Ghousia Ka Tarik
(salatul asrar ghousia) Namaz E Gausiya Ka Tarika ka tarik in Roman English, ala hazrat ka farman, namaz ki dua, (सलातुल असरर ग़ौसिया) नमाज़ ए गौसिया
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEj3hV2YZoE2KDiKFouXZy5KCR5_eD4tEPFUXZZ98TNgR2WSPgK91lepOmqeZcYwNSaMgLofuq64tjq3D9Y2FIhOTAFoyqo-rc_MNx0GBy48SqBJryaqHZERiqTRVxfu1isJg4HoCOvXY9ITR1bptMISNSYQXEdXuUQcZsGmqwoUlq1o56mvzHqCcADfuA=w640-h360
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEj3hV2YZoE2KDiKFouXZy5KCR5_eD4tEPFUXZZ98TNgR2WSPgK91lepOmqeZcYwNSaMgLofuq64tjq3D9Y2FIhOTAFoyqo-rc_MNx0GBy48SqBJryaqHZERiqTRVxfu1isJg4HoCOvXY9ITR1bptMISNSYQXEdXuUQcZsGmqwoUlq1o56mvzHqCcADfuA=s72-w640-c-h360
English Irfani Islam
https://english.irfani-islam.in/2021/10/Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika.html
https://english.irfani-islam.in/
https://english.irfani-islam.in/
https://english.irfani-islam.in/2021/10/Namaz-E-Gausiya-Ka-Tarika.html
true
3530025783855722225
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy Table of Content